Kiran Pal's Tiny Notes

Wednesday, December 28, 2005

Sirf Main, Main, Main, Main

Zindagi ek khayal hai,
jaise ke maut ek khayal hai.

Na sukh hai,
na dukh hai,
na deen hai,
na duniya.

Na insaan,
na bhagwan,

Sirf main, main, main, main.

(Dev Anand in Guide)